Say More in Less - Part 1
- Un yadon ko mitane ka na koi desi nuskha hoga na koi angrezi dawa hogi,
Tumhari rehmat ki dua to dono hathon se bayan hogi.
- Kuch raaz ki baatein is kadar bayan karne ki khwahish hai,
Jahan tum kuch kehkar ankaha kardo or hum kuch sunkar ansuna kardein.
By:
Prerna Chadha
1B, BA (H) English